Matric & Intermediate Annual Examination 2027: Dummy Admit Card Released
- Dummy Admit Card Release: Available Now
- Sudhar / Correction Start Date: 01.11.2026
- Sudhar / Correction Last Date: 07.11.2026
- Correction Mode: Online (Via School/College Head)
- Application Fee: N/A / As per BSEB Rules
- Download Mode: Online (Direct Candidate & School Login)
- (Note: Truti sudhar shikshan sansthan ke pradhan ke madhyam se hi online karwaya jayega.)
- Online bhare gaye registration aur exam form ke aadhar par dummy admit card jari hua hai.
- Pradhanadhyapak ke alawa vidyarthi bhi apna admit card khud download kar sakte hain.
- Dummy admit card download karke apna pura vivaran dhyaanpurvak check karein.
- Keval aashik truti sudhar anumat hai; pura naam parivartan allow nahi hoga.
- Sudhar Avadhi: 01 November 2026 se 07 November 2026 tak.
- Sudhar Madhyam: Shikshan sansthan ke pradhan dwara online portal par.
- Vishesh Nirdesh: Vidyarthi ke naam ya unke mata-pita ke naam me purna parivartan sambhav nahi hai.
| Examination | Official Portal / URL |
|---|---|
| Matric (10th) | https://exam.biharboardonline.org |
| Intermediate (12th) | https://intermediate.biharboardonline.com |
- Sabse pehle sambandhit exam (Matric ya Intermediate) ki official website par jayein.
- Website par diye gaye Dummy Admit Card 2027 link par click karein.
- Apna registration number aur required details enter karke admit card download karein.
- Admit card me apna naam, mata-pita ka naam, vishay, category adi check karein.
- Yadi koi truti ho to uski copy lekar apne vidyalaya/college ke pradhanadhyapak se sampark karein.
- 01.11.2026 se 07.11.2026 ke beech sansthan pradhan dwara truti ka online sudhar karwayein.
| Download Matric Dummy Admit Card | Click Here |
| Download Inter Dummy Admit Card | Click Here |
| Official Notification | Click Here |
| Matric BSEB Official Website | Click Here |
| Inter BSEB Official Website | Click Here |
| Our Homepage | Click Here |
| Age Calculator | Click Here |
| Our Sharda Tool | Click Here |
| Join Whatsapp Channel | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Subscribe Youtube | Click Here |
| Follow Instagram | Click Here |
Q1. BSEB Dummy Admit Card 2027 kiske liye jaari hua hai?
Yeh Matric evan Intermediate Varshik Pariksha 2027 me shamil hone wale vidyarthiyo ke liye jaari kiya gaya hai.
Q2. Dummy Admit Card me truti sudhar karne ki date kya hai?
Truti sudhar karne ki avadhi 01 November 2026 se 07 November 2026 tak nirdharit hai.
Q3. Kya vidyarthi khud admit card download kar sakte hain?
Haan, pradhanadhyapak ke sath-sath vidyarthi bhi board ki official portal se apna dummy admit card download kar sakte hain.
Q4. Truti sudhar kaise karwaya ja sakta hai?
Yadi admit card me koi error hai, to shikshan sansthan ke pradhan ke madhyam se online correction karwaya ja sakta hai.
Q5. Kya naam me pura badlav kiya ja sakta hai?
Nahi, vidyarthi ke naam ya mata-pita ke naam me purna parivartan sambhav nahi hai.
